Advertisement

Responsive Advertisement

Ad code

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT Lyrics

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT  Lyrics

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT  Lyrics
The lyrics of the new song are a hit! Listen to it again and again and try to understand what it means. It might take some time, but you’ll get there. When you’re ready, then let's Play the video and read to the beautiful lyrics below!😊

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT  Lyrics

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye, Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye… Ke Ghat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai, Yeh Ishq Dil Mein Meri Jaan Utaarne Ke Liye…  Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai. Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.  Toh Phir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai, Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hain Dil Toh… Hume Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai. Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.  Nazar Bharke Woh Dekhte Bhi Nahi Hain, Humare Liye Sochte Bhi Nahi Hain. (Nahi Hain Nahi, Sochte Bhi Nahi Hain)  Guzarte Hain Hum Roz Pehlu Se Unke, Magar Woh Hume Rokte Bhi Nahi Hain… (Haan Rokte Bhi Nahi Hai, Haan Haan Rokte Bhi Nahi Hain..)  Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hain Humse, Hume Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai.  Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai. Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.  Sheher Chahe Jeewan Ka Veeran Kardo, Magar Dekhkar Humko Hairaan Kardo… Bharam Aaj Bhi Hai Wafaao'n Ka Humko, Ijaazat Hai Jaana Khataao'n Ki Tumko.  Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hain, Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hain… (Nahi Hain Nahi Haa Juda Hum Nahi Hain)  Wo Ilzaam Jitne Bhi Chahe Laga Le, Wafadaar Hain, Bewafa Hum Nahi Hain… (Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain, Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain…)  Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hain Milkar, Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai. Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.  Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai, Haanji Haanji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai, Haan Haan Haan Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai, Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai, Shikayat Mohabbat Haan Rahat Bahut Hai, Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai Suna Hai… Suna… Haa Haa Humne Suna Hai… Suna… Suna… Suna… Hai!

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye,
Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye…
Ke Ghat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai,
Yeh Ishq Dil Mein Meri Jaan Utaarne Ke Liye…

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Toh Phir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai,
Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hain Dil Toh…
Hume Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Nazar Bharke Woh Dekhte Bhi Nahi Hain,
Humare Liye Sochte Bhi Nahi Hain.
(Nahi Hain Nahi, Sochte Bhi Nahi Hain)

Guzarte Hain Hum Roz Pehlu Se Unke,
Magar Woh Hume Rokte Bhi Nahi Hain…
(Haan Rokte Bhi Nahi Hai, Haan Haan Rokte Bhi Nahi Hain..)

Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hain Humse,
Hume Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai.

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Sheher Chahe Jeewan Ka Veeran Kardo,
Magar Dekhkar Humko Hairaan Kardo…
Bharam Aaj Bhi Hai Wafaao'n Ka Humko,
Ijaazat Hai Jaana Khataao'n Ki Tumko.

Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hain,
Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hain…
(Nahi Hain Nahi Haa Juda Hum Nahi Hain)

Wo Ilzaam Jitne Bhi Chahe Laga Le,
Wafadaar Hain, Bewafa Hum Nahi Hain…
(Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain, Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain…)

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hain Milkar,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai,
Haanji Haanji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai,
Haan Haan Haan Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai,
Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai,
Shikayat Mohabbat Haan Rahat Bahut Hai,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai… Suna… Haa Haa Humne Suna Hai…
Suna… Suna… Suna… Hai!

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT Song Credits 

Music: Sanjay Leela Bhansali
Singer: Archana Gore
Lyrics: A M Turaz
Choreographer: Kruti Mahesh
Music Arranger: Shail HadaC
Chorus Singers: Tarannum Malik Jain, Aditi Paul, Kalpana, Dipti, Ruchna, Pragti, Archana
Additional Programming: Shivansh Kapil
Banjo & Harmonium: Pradeep Pandit
Tabla, Dholak & Percussions: Prashant Sonagra, Narendra Gangni
Recording Studio: Sonic Bliss Studio
Song Mixed & Mastered: Kunal Dabholkar
Assisted by: Swapnish Jadhav

_______________

Do you have any questions about this blog? If so, please leave a comment below and we'll answer any of your queries.

This is a request from us. We want you to enjoy this Post Songs lyrics. If you do, please share it. It only takes a moment to do, but it will provide enthusiasm and courage for us. With the assistance of which we'll still bring you lyrics of all new songs. 

If you've found any mistakes in the lyrics, please report them in the Contact Section with corrected lyrics. 

Thank You.

_________________

Gangubai Kathiawadi - SHIKAYAT  Lyrics💖

Enjoy the lyrics of the song SHIKAYAT  from movie Gangubai Kathiawadi. The song is sung by Anuradha Paudwal. The music is composed by Ashok Patki. The song is picturised on Sunil Dutt, Rati Agnihotri and Mahesh Anand.

Song SHIKAYAT from the movie Gangubai Kathiawadi(1954) is a very popular song. The song was composed by Vishnupant Pagnis, the lyrics were written by Bharat Vyas and the singer was Lata Mangeshkar.

Blog Post: The song SHIKAYAT is written by Bharat Vyas. The song is sung by Lata Mangeshkar and the music is composed by Vishnupant Pagnis.

Music is the soul of India and the lyrics of the song SHIKAYAT from movie Gangubai Kathiawadi is a clear proof of that. The song is sung by Santoor, flute and sung by Pt. Shiv Kumar Sharma and is composed by Pt. Shiv Kumar Sharma. The lyrics of the song is penned by Rahi Masoom Raza.

A song about the fight that a common man has to go through after he has been wronged by society. Song is from Movie Gangubai K.H.R. & it is sung by Priya Panchal along with another singer. Lyrics are written by Kavi Pradeep and sung by Priya Panchal. The lyrics of the song SHIKAYAT goes like this-

Kishore Kumar was a part of the R.D. Burman's composing team, writing the lyrics for the songs of Kati Patang (1970), Aandhi (1975) and Banjaran (1976). The lyrics were written by Gulzar and the songs were sung by Kishore Kumar. However, Gangubai Kathewadi was not a popular movie at the box office.

This is the official lyrics of the song of the movie Gangubai Kathiawadi, the song was released on the 1st of March, 2018 . The song is sung by the legend Sachin Pilgaonkar who has accompanied by Suvarna Garge on the song. This is a very beautiful song, which gives the viewers goosebumps.

The melody of the song is so much appealing that everyone will definitely fall in love with it.

Gangubai Kathiawadi is an Indian Marathi movie. The movie was released in the year 2005. It is directed by a Marathi director Mahesh Manjrekar. It is an award-winning movie. The lead actress of the movie is Swapna Joshi. It is her first marathi movie. The movie is a musical hit. The music is by Bhaskar Chandavarkar. The song "Shikayat" is an emotional song. The song is sung by Shreya Ghoshal and Arjun.

The song SHIKAYAT from the movie Gangubai Kathiawadi is an excellent song by Kishore Kumar. The song is not only entertaining but also sends out a message. The song is about the freedom that an artist has to express himself even if it goes against the establishment. The song describes how the artist has to suffer in order to create art. It is a lively song with excellent lyrics.

Original Lyrics Credits: ⭐

2.    Musixmatch
3.    Azlyrics
4.    Genius
6.    Lyricfind 

________________

Connect with Us: 👧

________________ 

Post a Comment

0 Comments

Comments